Watan ki Yaad
Wo bhaise ke paaye, wo bakre ki biryani
Wo pairon se latka hua ek ulta murgha
Wo talte kawabon ka fiza me mehakna
Nahin bhool sakte wo *chaapad ki sargam
Topi lagaye ek muskurata hua chehra
Wo haddiyon pe ladta hua kutton ka lashkar
Bhulaaye nahin bhool sakte hain wo manzar
Ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo
Bhale chheen lo mujse meri 4 wheel drive
Magar mujhko lauta do wo paranthon ki galiyan
Wo mere tumhaare buzurgon ki galiyan!
* Big flat knife especially used for mincing meat
Wo bhaise ke paaye, wo bakre ki biryani
Wo pairon se latka hua ek ulta murgha
Wo talte kawabon ka fiza me mehakna
Nahin bhool sakte wo *chaapad ki sargam
Topi lagaye ek muskurata hua chehra
Wo haddiyon pe ladta hua kutton ka lashkar
Bhulaaye nahin bhool sakte hain wo manzar
Ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo
Bhale chheen lo mujse meri 4 wheel drive
Magar mujhko lauta do wo paranthon ki galiyan
Wo mere tumhaare buzurgon ki galiyan!
* Big flat knife especially used for mincing meat
5 comments:
Wassalam, i thnk u belong to lucknow, but aaj ka shehre avadh is not the same now..its shifted to malls n water parks n planitariums and auditoriums...
Ab aap ulta latakta murga to dekhnege but shoppers stop aur mc donalds ke beech mein... best frm lko. Apna watan apnepan ka ehsaas karate hai..thts true..BEst Mauni
Yep! U r right! Lucknow is not the same anymore. I miss the laid-back approach of the city. People today have become more professional these days, no time for each other. Even the tehzeeb has taken a beating with the influx from neighbouring areas.
R u also frm Lko?
yeah, I am! thts why cmmntd so...
Adaab
wah waaaaaaaaaaa Janaab :)
izafee kita'a pasand aaye inam bhai......lekin jo aap mang rahe hain ....gair mumkin hi hai in dino......
Post a Comment